Cloud computing ke bare me hum aksar sunte rahte hai .
Cloud computing ak bahut hai useful Facility Hai Jis me koi bhi Insaan
Apni jaruri File , Document , Mp3 Etc. Aasani se internet par safely
rakh sakte hai .
#cloud computing ko seedhi basha
me kahe to yah ak #OnlineStorage hota Jisme Hum Apne Dada jaise ki
document , Music , Video , Photos ityadi ko aasani se rakh sakte hai .
Iski Jarurat Kyu Padi
Humne
ye jaan liya ki cloud Computing kya hai ab ye bhi jaan lena jaruri hai
ki cloud Computing Ki Awasyakta Kyu Padi to aayiye jante hai--
aapne shayad dekha hoga ya suna hoga pahle koi bhi kaam hota tha to use kisi book me likh lete the
Example -
pahle
agar hum kisi bank me jate the aur paisa jama karte the ya fir Fix
karate the bank me rupay to use kiso register me likh kar rakh lete the .
lekin
agar us bank me kisi karan Aag lag jati ya fir register hi chori ho
jaye to aapka jama paisa bhi sath me doob jata tha sarkar ko pata nahi
hota kitna rupye tha aapke account me , is tarah se bahut type ke
ghotale hote the
tab ja ke cloud computing ka concept aaya.
Type of Cloud Computing
1. Public,
2. Private,
3. Hybrid
4. Community cloud
But Basically Teen Hi Type Ka Padhaya Jata Hai College Me
1. Public,
2. Private,
3. Hybrid
Public Cloud -
Isme sabhi use kar skte hai data ko Example - Amazon , Alibaba
Private Cloud -
Private Cloude Me Jo data hota hai use sirg sirf us data ka jo malik hota hai vahi dekh sakta hai Example - Gmail Id
Hybrid - Hybrid Computing vah hota hai jisme Public Cloud aur Private Cloud dono shamil hota hai vah hybrid computing kahlata hai
How to use cloud computing
Cloud Computing ka use karne ke liye Cloud ka account , aur 1 divice And internet hona chahiye.
Name of websites that provide cloud storage service
Google Drive
Microsoft Sky Drive
Yandex.Disk Claudsrvis
4Sync
Drop Box
Benefit Of Cloud Computing , Advantage Of Cloud Computing
- Sabhi file ka online and offline backup rahta hai
- File ko ak sath kai sthan par share kiya ja skta hai
- File Ko Kisi bhi athan se open kiya ja skta hai
- Computer kharab ho jane par hum kisi aur computer Se Saare dada ko dekh sakte hai
- file ko ak sath MOBILE , COMPUTER , TABLET se access kar skte hai
- is facility ka labhi free me le sakte hai
- Isme 25 GB tak data online store kiya ja skt hai
Tag - Cloud Computing In Hindi , What Is Cloud Computing In Hindi , evaluation of cloud computing , Type of Cloud Computing , Benefit Of Cloud Computing , Advantage Of Cloud Computing ,cloud computing kya hai
No comments:
Post a Comment